शादी का सुंदर बंधन - Shadi Ka Sundar Bandhan
शादी है प्रेम का मधुर एहसास, दो दिलों का पावन विश्वास। सात फेरे, सात जनम का साथ, हर सुख-दुख में रहे हाथों में हाथ। मंगल गीतों की गूँजे धुन, खुशियों से भर जाए हर गली, आँगन। सम्मान, भरोसा, प्रेम हो गहरा, साथ निभाए हर मौसम में ठहरा। नवजीवन का सुंदर आरंभ, शादी है प्रेम का सच्चा संगम।
💋💋💋💋💋tu mili to mili aisi jannat mujhe, ab kisi aur jannat ki parwaah nahi tu mili to mili aisi jannat mujhe, ab kisi aur jannat ki parawah nahi mit gaye faasle kam huwi duriyaan... khatam hone ko hain sari majbooriyan waqt ne baksh di aisi raahat mujhe ab kisi aur raahat ki parwaah nahi tu mili to mili aisi jannat mujhe, ab kisi aur jannat ki parawaah nahi jaane kya kya hamein log kehte rahe rooh tadapti rahi hans ke sehte rahe jaane kya kya hamein log kehte rahe rooh tadapti rahi hans ke sehte rahe jo tere pyar ne di muhabbat mujhe ab kisi bhi muhabbat ki parwah nahi tu mili to mili aisi jannat mujhe, ab kisi aur jannat ki parawah nahi aik mudat isi kashmukash mein rahi jis ki thi aarzo baat woh ban gai khuwab lagte hein saare haqeeqat mujhe ab kisi bhi haqeeqat ki parwah nahi tu mili to mili aisi jannat mujhe, ab kisi aur jannat ki parawah nahi tu mili to mili aisi jannat mujhe, ab kisi aur jannat ki parawah nahi...💖💖💖💖💖💖🌹😘😘😘😘😘😘
ReplyDelete